Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Shyam
Home Shyam
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


Chal Ud Jaa Re Panchhi Ke Ab Ye Des Hua Begaana, Bhool Ja Ab Wo Mast Hawaa Wo Udna Daali Daali
chali raadhe raani ankhiyon mein paani chali raadhe raani ankhiyon mein paani apne mohan se mukhda mod ke apne mohan se mukhda mod ke chali raadhe raani ankhiyon mein paani apne mohan se mukhda mod ke apne mohan se mukhda mod ke maan bhari abhimaan bhari maan bhari abhimaan bhari nirmohi se nirmohi se naata tod ke apne mohan se mukhda mod ke chali raadhe raani hooo jamuna ke tatt pe bansi ke batt pe natkhat ne usko gher liye dekho natkhat ne usko gher liye ghughat ke patt se jaanke jhatpatt raadha ne bhi munh pher liya ho dekho raadha ne bhi munh pher liya baaton hi baaton mein jhagda bhaya aisa baaton hi baaton mein jhagda bhaya aisa baahon ke bandhan tod ke ho chali baahon ke bandhan tod ke apne mohan se mukhda mod ke chali raadhe raani ankhiyon mein paani apne mohan se mukhda mod ke apne mohan se mukhda mod ke chali raadhe raani chhaliyaa mohan raadhe bholi chhaliyaa mohan raadhe bholi saanwariyaan ne ki jo thitholi saanwariyaan saanwariyaan saanwariyaan ne ki
dhak dhak dhak jiyaa kare dhak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak dhak dhak dhak jiyaa kare dhak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak suno ri o gori tune chori chori dil ki kahaani aankhon ki jabaani keh di balam se apne sanam se jhuki jhuki jhuki jhuki ankhiyon se hota hai shaq ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak yun na sharmao ji zara khul jaao ji chhodo ji chhodo mukhda na modo humse bhi thodi thodi ankhiyaan milaao ji dekhe bhala dekhe bhala karoge ye zid kab tak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak sach sach kaho baat kaho baat kaisi huyi mulaaqat mulaaqat jaante ho kab se tab se ke ab se humse chhupaaoge to bach ke naa jaaoge jaante ho kab se tab se ke ab se humse chhupaaoge to bach ke naa jaaoge aage tum aage tum pichhe hum jaaoge thak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak dhak dhak dhak jiyaa kare dhak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak dhak dhak dhak jiyaa kare dhak ankhiyon mein ankhiyan daal ke na tak
hooo hooo hooooo hooo hoooo oooo oooo ooooo oooo oooo gumsum sa ye jahaan ye raat ye hawaa ik saath aaj do dil dhadkenge dilrubaa gumsum sa ye jahaan ye raat ye hawaa dekhon wo chaand badli ki oot mein chhupne laga ye neel gagan bhi pyaar ki aage jhukne laga dekhon wo chaand badli ki oot mein chhupne laga ye neel gagan bhi pyaar ki aage jhukne laga kitni haseen kitni shareer hai chaand ki ye adaaa gumsum sa ye jahaan ye raat ye hawaa ulfat mein choor duniyaan se door hum aa hi gaye manzil ke paas ab to huzur hum aa hi gaye ulfat mein choor duniyaan se door hum aa hi gaye manzil ke paas ab to huzur hum aa hi gaye chaahat ke phool dekhen na dhool chaahe to na ho judaa gumsum sa ye jahaan ye raat ye hawaa ik saath aaj do dil dhadkenge dilrubaa gumsum sa ye jahaan ye raat ye hawaa
hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz dekh lo iska tamasha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz laakh daara aur sikandar ho gaye aaj bolo wo kahaan sab kho gaye aayi hichki maut ki aur so gaye aayi hichki maut ki aur so gaye har kisi kaa hai basera chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz kal talak rangeen bahaare thi jahaan aaj kabro ke wahaan dekhe nishaan rang badle har ghadi ye aasmaan rang badle har ghadi ye aasmaan aish o ghum jo kuchh bhi dekha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz kya milega dil kisi ka tod ke le dua toote dilon ko jod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke ho tera duniyaa mein charcha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz dekh lo iska tamasha chand roz chand roz hai
main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala door door door koi mujhko bulaaye mujhko bulaaye kya karun dil use bhool naa paaye bhool naa paaye main rishte jodun dil ke mujhe hi manzil pe koi na pahunchaaye koi na pahunchaaye main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala thi kabhi chaand tak apni udaan apni udaan ab ye dhool ye sadak apna jahaan apna jahaan jo koi dekhe chaunke upar wala bhi soche ye kaisa insaan ye kaisa insaan main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala raat din har ghadi ek sawaal ek sawaal rotiyaan
o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao ankhiyaan gulaabi rangi shabaab humko pilaaye pyaar ki sharaab padh lo humare dil ki kitaab iss mein likha hai pyaar ka jawaab ho bhari bahar mein shor na machaao pyaar ka usool hai ghar mein bulaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao kar lo kabhi to hans ke do baat kaate kate na birhaa ki ye raat aaoge jis din le ke baraat de denge haathon mein ye haath ho kisi ke pyaar ko pyaar se sajaao jeevan bhar ka saath nibhaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao o gunchhe gulaab ke na batiyaan banaao pehle kisi ko dil mein bithaao o kali anaar ki na itnaa sataao pyaar karne ki koi reet bataao
teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein aayengi bahaarein to tere hi fasaane sunaengi hamein hogi tanhaai to aake teri yaadein rulaaengi hamein rulaengi hamein tadpaengi hamein kabhi dekhi thi bahaar kabhi hum se tha pyaar zara yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa teri duniya se door le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila le jaa janewale duwaein mere dil ki kisi se kya gila teri hi khata hai na meri hi khata hai jo hona tha hua jo hona tha hua hai kisi se kya gila dekho roye mera pyar kahe dil ki pukar hamein yaad rakhana teri duniya se door chale hoke majboor hamein yaad rakhana jaao kahin bhi sanam tumhein itni kasam hamein yaad rakhanaa
tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet saath hi jeena saath hi marna ulfat ki hai reet haan ulfat ki hai reet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet pyaar ki murli hardam gaaye teri lagan ke geet main tera raag tu meri raagni tu mera chaand main teri chaandani hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka lagana koi dillagi koi dillagi bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat bhool naa jaana rutt ye suhaani ye din aur ye raat haan ye din aur ye raat jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath jab tak chamke chaand sitaare dekho chhute naa saath tu mera chaand main teri chaandani main tera raag tu meri raagni hooo oooo oooo oooo ooooo nahin dil ka
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chal Ud Jaa Re Panchhi Bhabhi (1957) 06:38 12893
 
Poster of Bhabhi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Shyama
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:38   Song Number : 12893   

Chali Raadhe Raani Ankhiyon Parineeta (1953) 03:18 13924
 
Poster of Parineeta (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Arun Kumar Mukharji
On Screen Actors- 
Radhe Shyam
Duration : 03:18   Song Number : 13924   

Dhak Dhak Dhak Sazaa (1951) 03:11 14184
 
Poster of Sazaa (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi, Dev Anand, Shyama
Duration : 03:11   Song Number : 14184   

Gumsum Sa Ye Jahaan Duniyaa Jhukti Hai (1960) 03:09 13202
 
Poster of Duniyaa Jhukti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shyama
Duration : 03:09   Song Number : 13202   

Hai Bahaar E Baagh E Duniyaa Bombay Ka Chor (1962) 03:39 15562
 
Poster of Bombay Ka Chor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Radhe Shyam
Duration : 03:39   Song Number : 15562   

Main Rikhshaa Wala Chhoti Bahen (1959) 03:46 15179
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nanda, Rehman, Shyama, Mehmood
Duration : 03:46   Song Number : 15179   

O Kali Anar Ki Na Itna Chhoti Bahen (1959) 03:40 12988
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rahman, Shyama
Duration : 03:40   Song Number : 12988   

Teri Duniya Se Door Zabak (1961) 03:27 21306
 
Poster of Zabak (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Mahipal, Shyama
Duration : 03:27   Song Number : 21306   

Tu Mera Chaand Dillagi (1949) 03:52 21333
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya, Shyam Kumar
On Screen Actors- 
Suraiya, Shyam
Duration : 03:52   Song Number : 21333   
Karaoke Songs of Shyam, Sad Songs of Shyam, Love Songs of Shyam, Dance Songs of Shyam, Hip-hop songs of Shyam, Best songs of Shyam, Super hit songs of Shyam, hit songs of Shyam, duet songs of Shyam, solo songs of Shyam, old songs of Shyam, famous songs of Shyam, Hindi Karaoke Songs of Shyam, Hindi Sad Songs of Shyam, Hindi Love Songs of Shyam, Hindi Dance Songs of Shyam, Hindi Hip-hop songs of Shyam, best Hindi songs of Shyam, super hit Hindi songs of Shyam, hit Hindi songs of Shyam, duet Hindi songs of Shyam, solo Hindi songs of Shyam, old Hindi songs of Shyam, famous Hindi songs of Shyam, Sing Along Songs of Shyam, Sing Along Sad Songs of Shyam, Sing Along Love Songs of Shyam, Sing Along Dance Songs of Shyam, Sing Along Hip-hop songs of Shyam, Sing Along Best songs of Shyam, Sing Along Super hit songs of Shyam, Sing Along hit songs of Shyam, Sing Along duet songs of Shyam, Sing Along solo songs of Shyam, Sing Along old songs of Shyam, Sing Along famous songs of Shyam